WhatsApp Par Status Update Kaise download Kare

WhatsApp Par Status Update Kaise download Kare

_________________________________________

whatsapp ka new update kya hai? whatsapp par status update kaise kare in hindi
_________________________________________
फोटो को Full Size मे देखने के लिए फोटो को क्लिक (click) करे
WhatsApp Par Status Update Kaise 
_________________________________________

Whatsapp kon nahi janta is app ko mujhe lagta hai aabhi world ke har smartphone user ko pata hai whatsapp kya hai aur iska kam kya hai. hum dosto aur main ummid karta hu ki aap bhi aapne phone par whatsapp istemal jarur karte ho. Jobhi ho dosto whatsapp hamesa kuch na kuch new update lekar ate rahete hai aur aab whatsapp me ek bahuti majedar aur new ek update lekar aya hai jo hai Status. Aab aap facebook ki traha whatsapp par bhi aapne status update kar sakoge.
_________________________________________
फोटो को Full Size मे देखने के लिए फोटो को क्लिक (click) करे
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
__________________________________________
Aabhi tak whatsapp par ham sirf chat, group chat hi kar sakte the lekin aagar hame koi status dena hota tha to ham nahi de sakte the but aab wobhi a gaya hai. is se pehle whatsapp ne jo update lekar aya hai unme bahut kaam ka update tha jaise ki gif photo support, video call aur bhi bahut kuch aur aab add kar diya status. To chaliye dekhte hai kaise use kare is naya feature ho.
_________________________________________
फोटो को Full Size मे देखने के लिए फोटो को क्लिक (click) करे
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
_________________________________________
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare ?
Aagar aapko status update feature pana hai to aapko pehle aapne whatsapp ko update karna hai, lekin aapko update karne ke bad bhi ye feature nahi milta hai to aap kuch din wait kare aapke phone me bhi ye update mil jayeg, but aap aagar chaho to beta version use karke is feature ko abhi istemal kar sakte ho.
To dosto pehle whatsapp ko update kare, uske bad whatsapp ko open kare, open karne ke bad aap check kare aapko upar Tab par 4 option milega, Camera, Chats, Status, Call, dosto aagar aapko Status update karna hai to aap just Status par click kare.
_________________________________________
फोटो को Full Size मे देखने के लिए फोटो को क्लिक (click) करे
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi), WhatsApp status download kaise kare
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)

_________________________________________

Status par click karne ke bad aapke samne My Status option hoga aap us par click karke status check kar sakte hai, aagar aapko Status update karna ho to aap Green button par click kare aur jo photo aap status par dena chahate hai wo aap select kare aap video bhi de sakte hai uske bad send kare.
_________________________________________
फोटो को Full Size मे देखने के लिए फोटो को क्लिक (click) करे
WhatsApp status,WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
New WhatsApp status in Hindi,WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
WhatsApp status,WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
WhatsApp Par Status Update Kaise Kare New Tricks (Hindi)
_________________________________________
Aap jo status update karoge wo aapke sabhi Contacts ke pass send ho jayega, aur aapke Status 24 hour ke bad auto remove bhi ho jayega. Aagar aap chahate ho ki aap aapne sabhi Friends ko Status send nahi karoge to aap wobhi kar sakte ho, uske liye aap Status option se Upar 3 dot par click karna hai, uske bad "Status privacy" par click kare.
Status privacy par click karne ke bad aapke samne ek new page khulega, aabhi is option se aap jis friends ko aapne status nahi dikhna chahate, uske liye aap "My contacts except..." par click kare uske bad jis jis ko status nahi dikha na hai usko select kare.
Friends yehi tha whatsapp ka naya update, aagar aapko lagta hai ki aapne kuch naya jankari paya hai is post se to please post ko share kare, kuch bhi sawal aagar aapko puch na ho to niche comment karke puch sakte hai.
Previous Post
Next Post
Related Posts