mobile me fingerprint lock kaise lagaye

मोबाईल फोन मे fingerprint lock कैसे लगाये

_________________________________________

Aaj mai aapko bataunga ki kisi android mobile me finger print lock kaise lagaye. Aap apne android phone ko ek Fingerprint Lock lock/sensor me change kar sakte hai. ek aisi android app jiske help se apni phone ke lock ko sirf apne finger print ke help se open or lock kar sakte hai. Fingerprint scanner set karne ke bad aapke phone ke lock ko koi dusara person open nhi kar payega. 
mobile me fingerprint lock kaise lagaye,fingerprint lock
mobile me fingerprint lock kaise lagaye

waise playstore par aapko bahut se fingerprint scanner mil jayenge lekin jo sabse badhiyya hai uska naam hai -

Mobile Phone में फिंगरप्रिन्ट LOCK कैसे लगाये?

1. Sabse pehale playstore me jaker apne mobile me 'fingerprint lock screen prank' app ko download karna hoga.

2. Fingerprint lock App ko install karne ke baad open kare.

3. jab app ko open karenge ko kuchh iss tarh ka interface aapke samne aa jayega. isame aapko apna finger print set kar dena hai.

4. Aap apni finger ko sirf 1 secod ke liye hi press kare. Agar aap 1 second se jyada samaya ke liye finger se press karenge to to yeh finger print scanner kaam nhi karega.
5. aapke mobile ka home screen par kuchh iss tarh dikhega. aap apni finger se apne mobile ka lock open kar payenge.
6. Phone lock ko open karne ke liye apna finger press kare (1 sec tak) . aur aapka phone unlock ho jaye. 
mobile me fingerprint lock kaise lagaye,fingerprint lock
mobile me fingerprint lock kaise lagaye

Note- Fingerprint Lockset karne ke baad lock ko finger print se open karne ke liye sirf 1 second tak apni finger press karke rakhe. isase aapka phone unlock ho jayega. 1 secod se jyada samaya tak press karne se ye aapke finger print ko accept nhi karega.

Ab aapne seekh liya ki mobile phone Fingerprint Lockq sensor kaise lagaye. Aap kisi bhi company (samsung, Huawei, Xiaomi, JIO etc) ke android/smart phone me fingerprint lock application install kar sakte hai.
Tags- jio phone fingerprint lock app, camera ko fingerprint lock kaise banaye, Hindi me jankari.


Previous Post
Next Post
Related Posts